Zindagi Khubsurat Thi, Sajaya Tha Aisa Aapke Pyar Ne
Basta Tha Gulistan, Mehkaya Tha Aapke Pyar Ne
Basta Tha Gulistan, Mehkaya Tha Aapke Pyar Ne
Aur Zindagi Se Koi Aash Na Rakhi Humne
Paane Ke Baad Tumhe Koi Pyaas Na Rakhi Humne
Paane Ke Baad Tumhe Koi Pyaas Na Rakhi Humne
Lekin Jaane Kya Khuda Ko Tha Manzur
Ke Paane Ke Baad Apko Kho Diya Humne
Ke Paane Ke Baad Apko Kho Diya Humne
Ab Saari Saari Raat Yehi Sochte Guzar Jati Hai
Kyu Khusiyon Ko Nazar Lag Jati Hai
Kyu Khusiyon Ko Nazar Lag Jati Hai
Hum Phir Aisa Khuda Ka Hukum Maan Ker Ro Liya Kerte Hai
Unki Yaadon Ko Seene Mein Dabaye So Liya Kerte Hai
Unki Yaadon Ko Seene Mein Dabaye So Liya Kerte Hai
Ab Dard Seene Mein Chupaye Chupte Nahi
Band Aankhon Mein Aansu Rukte Nahi…
Band Aankhon Mein Aansu Rukte Nahi…
- Ritesh Modi
KYU CHALE JA RHE HO
Kyu Chale Ja Rhe Ho Mujhse Munh Mod Kar
Pyar Ki Yaado Mein Bhatkane Ko Akela Chhod Kar
Aansu Nahi Thamte Hain Harjeet Teri Yaado Me
Chandni Bhi Jalati Hai Gam Ki Raaton Me
Apne Pyar Ko Na Yu Ruswa Krunga
Jaan Kaha Hai Harjeet Tujhe Na Kuch Aur Khunga
Keh De Ke Khush Ho Door Ho Kar Mujhse
Teri Khushi Ke Liye Ye Dunia Bhi Chhod Dunga…

- Satyen 4 Harjeet
KAHAN HAIN MOHABBAT
Wo Aaj Phir Mile Aankhein Chaar Hui
Dil Se Dil Ki Phir Ek Baar Takraar Hui
Kehne Lage Kahan Hain Mohabbat Teri
Hamne Kaha Vahin Dafan Hai Jahan Aapki Duniyaa Aabaad Hui…
Dil Se Dil Ki Phir Ek Baar Takraar Hui
Kehne Lage Kahan Hain Mohabbat Teri
Hamne Kaha Vahin Dafan Hai Jahan Aapki Duniyaa Aabaad Hui…
- Akshardeep Sharma
SIRF CHAND LAMHO KI
Mili Na Tanhai Shirkat Me Aap Ki
Mili Na Judai Nafrat Me Aap Ki
Mili Na Judai Nafrat Me Aap Ki
Huye Begaane Is Azl Se Tamaam Umr Aur
Na Hi Mili Wafai Mohabbat Me Aap Ki
Na Hi Mili Wafai Mohabbat Me Aap Ki
Hame To Mila Wafaa-E-Gham Mohabbat Me Aap Ki
Na Jane Hue Kitne Gunaah Ibadat Mein Aap Ki
Na Jane Hue Kitne Gunaah Ibadat Mein Aap Ki
Kya Hua Jab Hue Na Shaamil Zindagi Me Aap Ki
Kar Lenge Basar Bas Khwaboan Me Aap Ki
Kar Lenge Basar Bas Khwaboan Me Aap Ki
Na Rahi Tamanna Hame Apno Ki
Khatm Hui Zindagi Jab Ghamgeen Sapno Ki
Khatm Hui Zindagi Jab Ghamgeen Sapno Ki
Na Ho Khush Itna Aye “Tanveer”
Zindagi To Hai Sirf Chand Lamho Ki…
Zindagi To Hai Sirf Chand Lamho Ki…
- Tanveer Pasha
KYA THA KASOOR
Sawalon Me Ulajh Ke Reh Gayi Duniya Meri
Kyo Hui Aise Jo Hai Aaj Haalat Meri
Kya Tha Kasoor Jo Mili Itne Badi Saza
Kya Hai Teri Bewafai Ki Wajah
Kyo Toda Tumne Mere Dil Ko
Kya Thi Kami, Sirf Jaan Hi Toh Na Di Thi Tumko
Agar Maang Laati Meri Jaan Bhi Toh Shayad Itna Dard Na Hota
Jitna Jeene Me Teri Bewafai Ke Saath Hota Hai
Ek Ehsaan Ker, Apne Saath Leja Apni Yaadon Ko
Apni Muskurahat Aur Apni Baato Ko…

TERI MEHFIL KABHI AISI TO NA THI
Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi To Na Thi
Jaisi Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisi To Na Thi
Jaisi Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisi To Na Thi
Le Gaya Chheen K Kaun Aaj Tera Sabr-O-Qarar
Beqarari Tujhe Ai Dil Kabhi Aisi To Na Thi
Beqarari Tujhe Ai Dil Kabhi Aisi To Na Thi
Chashm-E-Qatil Meri Dushman Thi Hamesha Lekin
Jaise Ab Ho Gai Qatil Kabhi Aisi To Na Thi
Jaise Ab Ho Gai Qatil Kabhi Aisi To Na Thi
Un Ki Aankhon Ne Khuda Jane Kiya Kya Jadu
K Tabiyat Meri Mael Kabhi Aisi To Na Thi
K Tabiyat Meri Mael Kabhi Aisi To Na Thi
Aks-E-Rukh-E-Yaar Ne Kis Se Hai Tujhe Chamkaya
Tab Tujh Mein Mah-E-Kamil Kabhi Aisi To Na Thi
Tab Tujh Mein Mah-E-Kamil Kabhi Aisi To Na Thi
Kya Sabab Tu Jo Bigarta Hai “Farhan” Se Har Bar
Khud Teri Hur-E-Shamail Kabhi Aisi To Na Thi…
Khud Teri Hur-E-Shamail Kabhi Aisi To Na Thi…
No comments:
Post a Comment