Mai Kal Bhi Tanha Tha Mai Aaj Bhi Tanha Hu,
Jo Kbhi Vapas Nhi Aata Mai Wo Lamha Hu,
‘Kumar’ Tuzhe Yaad Krne Ki Nadan Koshish Kaun Kre?
Sabhi To Jante H Ki Mai Ek Dard Bhara Nagma Hu…
Jo Kbhi Vapas Nhi Aata Mai Wo Lamha Hu,
‘Kumar’ Tuzhe Yaad Krne Ki Nadan Koshish Kaun Kre?
Sabhi To Jante H Ki Mai Ek Dard Bhara Nagma Hu…
- Ghanendra Kumar Bamaniya
HAAL-E-DIL TAMAAM
Shahid Ne Tuzhe Paigaam Likha H,
Haal-E-Dil Tamaam Likha H,
Mar-Mar K Jee Rahe Hai Tere Bin Hum To,
Shab Se Sahar, Sahar Se Shaam Likha H,
Khuda Kare Meri Tarah Kabhi Tu Na Tadpe,
Isliye Apna Har Sukh Tere Naam Likha H,
Jashan Mnata Hu Mai Har Gam Ka Unke Sath,
Kismat Me Meri Jin Aansuo Ka Jaam Likha H,
Or Alvida H Ab Tuzhse Meri Khush Rahna Apni Duniya Me,
Mil Gyi H ‘Kumar’ Ko Bhi Manzil Bas Aakhir Me Tujhe Salaam Likha H…

HAAL-E-GHAM
Palkon Pe Aansuon Ko Sajaya Na Jaa Saka,
Us Ko Bhi Dil Ka Haal Bataya Na Jaa Saka,
Us Ko Bhi Dil Ka Haal Bataya Na Jaa Saka,
Zakhmo Se Choor Choor Tha Yeh Dil Mera,
Ek Zakham Bhi Us Ko Dikhaya Na Jaa Saka,
Ek Zakham Bhi Us Ko Dikhaya Na Jaa Saka,
Jab Teri Yaad Aayi To Koshish Ke Ba-Wajood,
Aankhon Main Aansuon Ko Chupaya Na Jaa Saka,
Aankhon Main Aansuon Ko Chupaya Na Jaa Saka,
Kuch Log Zindagi Mein Aise Bhi Aaye Hain
Jin Ko Kisi Bhi Lamhe Bhulaya Na Jaa Saka,
Jin Ko Kisi Bhi Lamhe Bhulaya Na Jaa Saka,
Bas Is Khayaal Se Kahi Us Ko Dukh Na Ho,
Hum Se To Haal-E-Gham Bhi Sunaya Na Jaa Saka,
Hum Se To Haal-E-Gham Bhi Sunaya Na Jaa Saka,
Woh Muskur Raha Tha Mere Ru-Ba-Ru Magar,
Chehre Ka Rang Us Se Chupaya Na Jaa Saka,
Chehre Ka Rang Us Se Chupaya Na Jaa Saka,
Tanhaiyon Ki Aag Main Hum Jal Gaye,
Magar Faasla Ana Ka Mitaya Na Jaa Saka…
Magar Faasla Ana Ka Mitaya Na Jaa Saka…
- Kaushal
DIL ITNA UDAAS
Kyun Aaj Yeh Dil Itna Udaas Hai
Akash Par Chaayi Megho Ki Baraat Hai,
Har Ek Sapna Jaise Toot Raha Sa Lagta Hai,
Dil Kuch Bechain Sa Hai Jaane Kaisi Pyaas Hai.
Akash Par Chaayi Megho Ki Baraat Hai,
Har Ek Sapna Jaise Toot Raha Sa Lagta Hai,
Dil Kuch Bechain Sa Hai Jaane Kaisi Pyaas Hai.
Kyun Aaj Yeh Dil Itna Udaas Hai,
Prakash Ka Nisaan Nahin Kaisi Kaali Raat Hai,
Kisi Apne Ka Saya Door Ho Raha Sa Lagta Hai,
Dil Kuch Betaab Sa Hai Kyun Wo Dil Ke Paas Hai…
Prakash Ka Nisaan Nahin Kaisi Kaali Raat Hai,
Kisi Apne Ka Saya Door Ho Raha Sa Lagta Hai,
Dil Kuch Betaab Sa Hai Kyun Wo Dil Ke Paas Hai…
- Akash chauhan
MEHFIL MEIN AANSU
Aansuo Ko Kaha Hai Tanhai Me Aya Karein,
Bhari Mehfil Me Humara Majak Na Udaya Karein,
Is Par Aansu Has Kar Bole,
Bhari Mehfil Me Tumhe Tanha Pate Hai Isiliye Chale Ate Hai…
Bhari Mehfil Me Humara Majak Na Udaya Karein,
Is Par Aansu Has Kar Bole,
Bhari Mehfil Me Tumhe Tanha Pate Hai Isiliye Chale Ate Hai…
- Abhishek
DARD-E-BEWAFAI
Jab Bhi Kaali Ghatha Chadh Aati Hai,
Mann Mein Ek Udasi Si Chha Jaati Hai,
Kabhi Mile The Aise Hi Mahaul Mein,
Yeh Soch Ker Aankh Meri Bhar Aati Hai,
Ab Saath Nahi Is Baat Ka Bada Gam Hai,
Yaadon Mein Teri Jitna Rolu Kam Hai,
Judai Ne Teri Hum Ko Bahut Sataya Hai,
Kya Batayen Kaise Mann Ko Samjhaya Hai,
Bewafai Teri Hum Kabhi Maaf Na Ker Payenge,
Mar Jayenge Per Laut Ker Na Teri Mehfil Mein Ayenge,
Kayamat Ka Ab Hai Humko Intezaar,
Dard-E-Bewafai Tu Bhi Chakh Leh Ek Baar,
Phir Tujhe Hum Milne Zaroor Ek Baar Ayenge,
Sukoon Mile Ga Dil Ko To Laut Jayenge,
Per Dua Teri Khush-Haali Ki Hum Kiya Kerte Hai,
Kya Kare Tujhe Aaj Bhi Pyar Kerte Hai,
Kya Kare Tujhe Aaj Bhi Pyar Kerte Hai…

No comments:
Post a Comment